Lyrics in Hindi:
Verse 1:
जिस नाम से है जुदा मेरा वजूद
जिस नाम से है मेरे ये चेहरे पे नूर
जिस नाम से मेरे सारे रोग होते हैं दूर
जिस नाम से है मेरे दिल में अब्दी सुकून
Pre-chorus:
वो नाम है येशु नाम
हर सवालों का है वो जवाब
बुलंद सारे हैं उसके काम
Chorus:
सरफ़राज़ ख़ुदावंद मेरा
ख़ूबसूरत है मेरा येशुआ
Verse 2:
जिस नाम से हर पहाड़ भी कुछ न दिखे
जिस नाम से दुश्मन मेरा दोस्त बने
जिस नाम से हर बीमारी भी घुटने टेके
जिस नाम से अंधकार में ज्योति जले
Lyrics in English:
Verse 1:
Jis Naam Se Hai Juda Mera Wajud
Jis Naam Se Hai Mere Ye Chehre Pe Noor
Jis Naam Se Mere Sare Rog Hote Hain Door
Jis Naam Se Hai Mere Dil Mein Abdi Sukoon
Pre-chorus:
Wo Naam Hai Yeshu Naam
Har Sawalon Ka Hai Wo Jawab
Buland Sare Hain Uske Kaam
Chorus:
Sarfaraz Khudawand Mera
Khubsoorat Hai Mera Yeshua
Verse 2:
Jis Naam Se Har Pahad Bhi Kuchh Na Dikhe
Jis Naam Se Dushman Mera Dost Bane
Jis Naam Se Har Bimari Bhi Ghutne Teke
Jis Naam Se Andhkar Mein Jyoti Jale
