Lyrics in Hindi:
सारे नामों से ऊँचा यीशु नाम – 2
सारे नामों में प्यारा यीशु नाम – 2
सारी बंदगी के लायक यीशु नाम – 4
सारी तारीफों के लायक यीशु नाम – 2
सारे नामों से ऊँचा यीशु नाम
1) भूखों के लिए है रोटी यीशु नाम – 4
घोर अंधेरों में ज्योति यीशु नाम – 2
सारे नामों से ऊँचा यीशु नाम
2) सच्चे मन से जो भी आया उसके धाम – 4
उसका जीवन संवारे यीशु नाम – 2
सारे नामों से ऊँचा यीशु नाम
Lyrics in English:
Saare naamon se ooncha Yeshu naam – 2
Saare naamon mein pyaara Yeshu naam – 2
Saari bandagi ke laayak Yeshu naam – 4
Saari tareefon ke laayak Yeshu naam – 2
Saare naamon se ooncha Yeshu naam
1) Bhookhon ke liye hai roti Yeshu naam – 4
Ghor andheron mein jyoti Yeshu naam – 2
Saare naamon se ooncha Yeshu naam
2) Sachche mann se jo bhi aaya uske dhaam – 4
Uska jeevan sanwaare Yeshu naam – 2
Saare naamon se ooncha Yeshu naam
Music Video Song:

