Mujhe Bachane Wala ( मुझे बचाने वाला ) Lyrics in Hindi & English

Mujhe Bachane Wala Lyrics

Lyrics in Hindi:

मुझे बचाने वाला तू ही है
मुझे छुड़ाने वाला तू ही है
मुझे चाहने वाला तू ही है
मेरे येशुआ (2)

जब अंधियारा जीवन में छाए
रास्ता न कोई नज़र आए
जब यीशु मेरे जीवन में आए
रोशनी फिर दिल में छा जाए

मुझे बचाने वाला तू ही है
मुझे छुड़ाने वाला तू ही है
मुझे चाहने वाला तू ही है
मेरे ख़ुदा (2)

तेरा अनुग्रह मुझमें बढ़ता ही जाए
मेरी आशा तुझमें पूरी हो जाए
आंधी चाहे कितनी भी आए
तू साथ है तो हर बात बन जाए

Lyrics in English:

Mujhe Bachane Wala Tu Hi Hai
Mujhe Chhudane Wala Tu Hi Hai
Mujhe Chahne Wala Tu Hi Hai
Mere Yeshua… (2)

Jab Andhiyaara Jeevan Mein Chhaaye
Raasta Koi Na Nazar Aaye
Jab Yeshu Mere Jeevan Mein Aaye
Roshni Phir Dil Mein Chha Jaaye

Mujhe Bachane Wala Tu Hi Hai
Mujhe Chhudane Wala Tu Hi Hai
Mujhe Chahne Wala Tu Hi Hai
Mere Yeshua… (2)

Tera Anugrah Mujh Mein Badhta Hi Jaaye
Meri Har Aasha Tujh Mein Poori Ho Jaaye
Aandhi Chahe Kitni Bhi Aaye
Tu Saath Hai To Har Baat Ban Jaaye

Related Songs:

Tu Mahaan Hai | Filadelfia Music
Is Bhavan Mein | Filadelfia Music
Chalte Chalte Noor Mein | Filadelfia Music
Yeshua | Filadelfia Music
Krus Par Us Memne Ko Dekh| Filadelfia Music
Kroos Hi Ke Paas | Filadelfia Music

Music Video Song:

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *