Lyrics in Hindi:
धन्यवाद के साथ उसके चरणो में
आराधना करते हुएं
तन मन के साथ उसके चरणो में
स्तुति करते हुएं,
यीशु ही प्रभु हैं—2
1) जीवन का सोता नदी सा बहता
मधु से मिठा हैं वो
बंजर जमीं को हरा वो करता
सुखदाई झरना हैं वो
2) ज्ञान का सोता वचन को भेजकर
चंगाई देता हैं वो
रोगों से मुक्ति जीने की शक्ति
जिंद़गी देता हैं वो
Lyrics in English:
Dhanyawad ke sath uske charno mein
Aaraadhnaa karte huan
Tan man ke sath uske charno mein
Stuti karte huan,
Yishu hi prabhu hain (2)
1) Jivan kaa sotaa nadi saa bahtaa
Madhu se mithaa hain vo
Banjar jamin ko haraa vo kartaa
Sukhdaai jharnaa hain vo
2) Gyaan kaa sotaa vachan ko bhejakar
Changaai detaa hain vo
Rogon se mukti jine ki shakti
Jindgi detaa hain vo

