Bhajlo Yeshu Naam Ko Bhajlo ( भज लो यीशु नाम को भज लो ) Lyrics in Hindi & in English | Akshay Mathews, Joseph Raj Allam

Bhajlo Yeshu Naam Ko Bhajlo Lyrics

Lyrics in Hindi:

Verse 1:
हर एक पत्ता तूने
हाथों से बुना है
हर एक कण कण भी तो
तुझमें ही बसा है

Pre-Chorus:
तू दाख है, मैं डाली हूँ
तुझमें बना रहूँ तो फल लाऊँ मैं

Chorus:
भज लो यीशु नाम को भज लो
भज लो यीशु नाम
उस ही का रहम-ओ-करम
और हम पर लाखों हैं एहसान

Verse 2:
बस छह दिनों में तूने
दुनिया को बनाया
आज तक एक तिनका भी
हमसे जुड़ ना पाया

Pre-Chorus:
चरवाहा तू
भेड़ हूँ मैं
तेरी आवाज़ सुनकर
सुकून पाऊँ मैं

Chorus:
भज लो यीशु नाम को भज लो
भज लो यीशु नाम
उस ही का रहम-ओ-करम
और हम पर लाखों हैं एहसान

Bridge:
भज लो भज लो
भज लो भज लो
भज लो भज लो यीशु नाम
भज लो भज लो
भज लो भज लो
भज लो यीशु नाम

Lyrics in English:

Verse 1:
Har Ek Patta Tune
Haathon Se Buna Hai
Har Ek Kan Kan Bhi Toh
Tujhmein Hi Basa Hai

Pre-Chorus:
Daakh Hai Tu Daali Hu Main
Tujhmein Bana Rahu Toh Phal Laau Main

Chorus:
Bhajlo Yeshu Naam Ko Bhajlo
Bhajlo Yeshu Naam
Us Hi Ka Reham-O-Karam
Aur Humpar Lakhon Hai Ehsaan

Verse 2:
Bas Chae Dino Mein Tune
Duniya Ko Banaya
Aaj Tak Ek Tinka Bhi
Humse Jud Naa Paya

Pre-Chorus:
Charwaha Tu
Bhed Hu Main
Teri Awaaz Sunkar
Sukoon Paau Main

Chorus:
Bhajlo Yeshu Naam Ko Bhajlo
Bhajlo Yeshu Naam
Us Hi Ka Reham-O-Karam
Aur Humpar Lakhon Hai Ehsaan

Bridge:
Bhajlo Bhajlo
Bhajlo Bhajlo
Bhajlo Bhajlo Yeshu Naam
Bhajlo Bhajlo
Bhajlo Bhajlo
Bhajlo Yeshu Naam

Music Video Song:

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *