Lyrics in Hindi:
Pre Chorus:
हे प्रभु दाता विश्वा विधाता
नमन करूँ, प्रभु नमन करूँ
राग जगे मन में, अनुराग जगे मन में (2)
Chorus:
दीप जले, प्रभु नाम रहे
मेरे मंदिर में, मंदिर में
1) दीप जलाऊं, राह निहारूं
दर्शन को प्रभु दर्शन को (2)
नाम रहे मन में, प्रभु नाम रहे मन में (2)
2) सांझ सवेरे, ये मन गाये
येशु तेरा नाम, प्रभु येशु तेरा नाम (2)
आन बसो मन में, प्रभु आन बसो मन में (2)
Bridge:
अंधियारे मन को रोशन करे
जो कोई तेरा नाम जपे
भटके हुओ को शरण मिले
तेरे मंदिर में, मंदिर में (2)
राग जगे मन में, अनुराग जगे मन में (2)
Lyrics in English:
He prabhu data vishvavidhata
Naman karoon, prabhu naman karoon
Raag jagey mann mein, anuraag jaagey mann mein
Deep jale, prabhu naam rahe
Mere mandir mein, mandir mein
1) Deep jallaaoon, raah nihaaroon
Darshan ko prabhu darshan ko (2)
Naam rahe mann mein
Yeshu Naam rahe mann mein (2)
Deep jale, prabhu naam rahe
Mere mandir mein, mandir mein
2) Saanjh savere, yeh mann gaaye
Yeshu tera naam, prabhu yeshu tera naam (2)
Aan baso mann mein, prabhu aan baso mann mein (2)
Deep jale, prabhu naam rahe
Mere mandir mein, mandir mein (2)
Bridge:
Andhiyare man ko roshan kare
Jo koi tera naam jape
Bhatke huo ko sharan mile
Tere mandir men, mandir mein (2)
Rag jage man men, anurag jage man mein (2)

