Lyrics in Hindi:
Verse 1:
यहोवा के शरण में चलू
उसकी में आराधना करु
यहोवा के वचन में बधु
उसकी में आराधना करु
Pre Chorus:
उसने बनाया उसने रचाया
वही है हमारा खुदा
तेरी दया से जीवन मिला है
येशु तुझ में ही सब पा लिया
Chorus:
येशुआ..
मैं हूं यहां…येशुआ..
येशुआ..
मुझमें समा…येशुआ
Verse 2:
अँधेरो में था में चला
खोये में था लापता
ख़ुद को मेरी पहचान न हो सकी
पर तूने मुझे अपना कहा
Pre Chorus:
तूने उठाया मुझको चलाया
तू ही है मेरा खुदा
तेरी दया से जीवन मिला है
येशु तुझमें ही सब पा लिया
Chorus:
येशुआ..
मैं हूं यहां…येशुआ..
येशुआ..
मुझमें समा… येशुआ
Bridge:
मुझे पवित्र बना
तेरी राहों में चला
मेरी सारे अधर्म मिटा… (4)
समर्पण में कर्ता हूं प्रभु
Chorus:
येशुआ..
मैं हूं यहां…येशुआ..
येशुआ..
येशुआ..
मुझमें समा… येशुआ
येशुआ में हूं यहां… येशुआ
येशुआ में हूं यहां… येशुआ
Lyrics in English:
Verse 1:
Yahova ke sharan mein chalu
Uski mein araadhna karu
Yahova ke vachan mein badhu
Uski mein araadhna karu
Pre-chorus:
Usne banaya usne rachaya
Vahi hai hamara khuda
Teri daya se jeevan mila hai
Yeshu tujh mein hi sab paa liya
Chorus:
Yeshua..
Mein hoon yahaan… yeshua..
Yeshua..
Mujhmein sama… yeshua
Verse 2:
Andhero mein tha mein chala
Khoya mein tha lapata
Khud ko mein pehchaan na saka
Par tune mujhe apna kaha
Pre-chorus:
Tune uthaya mujhko chalaya
Tu hi hai mera khuda
Teri daya se jeevan mila hai
Yeshu tujhmein hi sab paa liya
Chorus:
Yeshua..
Mein hoon yahaan… yeshua..
Yeshua..
Mujh mein sama… yeshua
Bridge:
Mujhe pavitra bana
Teri raahon mein chala
Meri saare adharama mita… (4)
Samarpan mein karta hoon prabhu
Chorus:
Yeshua..
Mein hoon yahaan… yeshua..
Yeshua..
Yeshua..
Mujh mein sama… yeshua
Yeshua mein hoon yahaan… yeshua
Yeshua Mein hoon yahaan… yeshua
Music Video Song:

